Singer Hariharan
Music A. R. Rahman
Song Writer P K Mishra

Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Lyrics 

bharat humko jaan se pyaara hai
(india is beloved to me more than my life)

sabse nyaara gulista hamara hai
(my garden is greater than every one)

bharat humko jaan se pyaara hai
sabse nyaara gulista hamara hai
sadiyo se bharat bhoomi duniya ki shaan hai
(for centuries, the land of india has been the pride of the world)

bharat maa ki raksha mein jivan qurbaan hai
(my life is worth sacrificing to protect mother india)

bharat humko jaan se pyaara hai
sabse nyaara gulista hamara hai

ujde nahi apna chaman toote nahi apna vatan
(may our garden not get deserted, may our nation not break up)

duniya hai ya dharti koi barbaad na kar de koi
(whether it is the world or the land, may nobody destroy it)

mandir yaha maszid yaha hindu yaha muslim yaha
(here are temples, here are mosques, here are hindus, here are muslims)

milte rahe hum pyaar se jaago
(may we keep on meeting with one another with love, wake up)


hindustani naam hamara hai sabse pyaara desh hamara hai
(my name is indian, my country is more beloved than all)

hindustani naam hamara hai sabse pyaara desh hamara hai
janmbhoomi hai hamari shaan se kahenge hum
(this is our motherland, we shall say with pride)

sab hi to bhai bhai pyaar se rahenge hum
(we all are just brothers, we shall live with love)

hindustani naam hamara hai sabse pyaara desh hamara hai

aasaam se gujraat tak bangaal se maharashtra tak
(from asam upto gujrat, from bengal, upto maharashtra)

jaati kai gun ek hai bhasha kai sur ek hai
(there are many religions, but traits are same, there are many languages, but music is same)

kashmir se madras tak keh do sabhi hum ek hai
(from kashmir, upto chennai, speak up everybody that we are one)

aawaaz do hum ek hai jaago